Sunday, July 6, 2008

Talaq of Hamila aurat

Question :aslam o alaku sahib mera saval hi kah hamila aurat ko talaq ho sakty hi ya kah nain ,agar talaq ky bad wife and husband doono razi hoon aik sath raheny ky leeyee shukria
Answer:Hamila Aurat ko talaq ho jati hai, Agar 3 talaqen de chuka hai to filhal sath rehnay ki koi Gunjaish nahi. albata agar aik ya do talaqen di houn aur wiladat na hoi ho to bagair nikah kiye aur agr wiladat ho chuki ho to nae nikah kay baad dono sath reh saktay hein
Reply in English:
Talaq is valid on a pregrant woman,
If you have divorced her thrice, there is no way to live together at present.
If you divorced her once or twice and your wife is still pregrant, its permissible for you to live together without new Nikah,
but if she would have born a baby, new Nikah will be required